Hazrat Ali Ka Kaul-e-Farman

कोई गुनाह लज्जत के लिए मत करना क्यो की लज्जत खत्म गुनाह बाकी रहेगा

और कोई नेकी तकलीफ की वजह से मत छोड ना क्यो की तखलीफ खत्म हो जायेगी पर नेकी बाकी रहेगी |

हज़रत अली

एक ज़माना ऐसा भी आएगा कि लोग अपने रब को भुल जाएंगे,

लिबास बहुत क़ीमती पहन कर बज़ार में अकड़ कर चलेंगे

और इस बात से बेखबर होंगे के उसी बाज़ार में उन का कफन मौजूद है |

हज़रत अली

जाहिल के सामने अक़्ल की बात मत करो पहले वो बहस करेगा फिर अपनी हार देखकर दुश्मन हो जायेगा

जब नेमतों पर शुक्र अदा किया जाए तो वह कभी ख़त्म नही होती |

हज़रत अली

Read More...

Hazrat Ali Ka Farman

“जो तुम्हारी खामोशी से तुम्हारी तकलीफ का अंदाज़ा न कर सके

उसके सामने ज़ुबान से इज़हार करना सिर्फ़ लफ्ज़ों को बरबाद करना है”

-हज़रत अली

जहा तक हो सके लालच से बचो लालच में जिल्लत ही जिल्लत

हज़रत अली

मुश्किलतरीन काम बहतरीन लोगों के हिस्से में आते हैं.

क्योंकि वो उसे हल करने की सलाहियत रखते हैं “

हज़रत अली

“कम खाने में सेहत है, कम बोलने में समझदारी है और कम सोना इबादत है”

-हज़रत अली

“अक़्लमंद अपने आप को नीचा रखकर बुलंदी हासिल करता है

और नादान अपने आप को बड़ा समझकर ज़िल्लत उठाता है।”

-हज़रत अली

Read More...

Farman-e-hazrat Ali

खुबसुरत इंसान से मोहब्बत नहीं होती बल्कि जिस इंसान से मोहब्बत होती है वो खुबसुरत लगने लगता है

हमेशा उस इंसान के करीब रहो जो तुम्हे खुश रखे लेकिन उस इंसान के और भी करीब रहो जो तुम्हारे बगैर खुश ना रह पाए

हज़रत अली

Read More...

Hajrat Ali ka farman

अगर किसी का ज़र्फ़ आज़माना हो तो उसको ज्यादा इज्जत दो वह आला ज़र्फ़ हुआ तो आपको और ज्यादा इज्ज़त देगा और कम ज़र्फ़ हुआ तो खुद को आला समझेगा…  हज़रत अली  !!!

Read More...

Farman-e-Ali

हजरत अली ने फरमाया ।

“जो लोग सिर्फ तुम्हे काम के वक़्त याद करते हे
उन लोगो के काम ज़रूर आओ क्यों के वो
अंधेरो में रौशनी ढूँढ़ते हे और वो रौशनी तुम हो”
हज़रत अली

“हमेशा समझोता करना सीखो क्यूंकि थोडा सा झुक जाना
किसी रिश्ते का हमेशा के लिए टूट जाने से बेहतर है हज़रत अली”

“अगर कोई शख्स अपनी भूख मिटाने के लिए रोटी चोरी करे
तो चोर के हाथ काटने के बजाए बादशाह के हाँथ काटे जाए। हज़रत अली…

Read More...

sheikh abdul qadir jilani family tree

Hajrat Ghause Azam Ka Gharana (Family Tree)

HAZRAT Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani Alayhi Rahma
Son of Syed Abu Saleh Moosa Jangi Dos,
Son of Syed Abdullah Al-Jeeli,
Son of Syed Yahya Al-Zahid,
Son of Syed Muhammad,
Son of Syed Dawood,
Son of Syed Moosa,
Son of Syed Abdullah,
Son of Syed Moosa-Ul-Jown,
Son of Syed Abdullah Al-Hehadh,
Son of Syed Hasan Massna,
Son of HAZRAT IMAM HASAN MUJTABA (ALAIHIS SALAAM)
Son of HAZRAT SYEDNA ALI IBN ABI TALIB karramallahu wajhahu,

Read More...

Baba Freed Ka Murid

Ek Martaba Hasan Qawwal Jo Baba Fareed Ka Qawwal Tha Usne Baba Fareed Se Kaha Ki Huzoor Aapke Khalifaon Ko Dekhne Ka Jee Chahata Hai Aur Baba Fareed Se Ijazat Lekar Delhi Pohcha Toh Yaha Hazrat Khwaja Nizamuddin RadiAllahu Anhu Se Mulaqat Huyi, Hazrat Mehboob-e-Ilahi Ne Is Qawwal Ki Bohot Khatir Ki Aur Chalte Samey Bohot Zayada Inaam Diye Iske Baad Hasan Qawwal Ne Kaliyar Ki Raah Li Aur Sochte Huye Jaa Rahe Thae Ki Jab Yaha Se Itna Maal Mila Toh Waha Kitna Milega Kyonki Sabir Paak Toh Damad Hein Aur Bhanje Bhi Hein Aur Khalifae Aazam Bhi Hein Jab Hasan Qawwal Kaliyar Shareef Pohche Toh Dekha Ki Chaaron Taraf Veerani He Veerani Hai, Ek Gular Ka Pedh Khada Hua Hai Aur Sabir-e-Paak Gular Ki Tehni Pakde Khade Hein Aap Khuda Ki Ibadat Mein Mashgool Hein, Hazrat Shamsuddin Ne Kaha Huzoor Paak Pattan Se Hasan Qawwal Aaya Hai, Sabir-e-Paak Ne Apni Aankhen Kholkar Farmaya Kon Hasan Qawwal ? Hasan Qawwal Ne Kaha Baba Fareed Ka Qawwal Sabire Paak Ne Farmaya Kon Fareed ? Hasan Ne Kaha Aapke Peero Murshid Is Par Sabire Paak Ne Farmaya Ki Kya Hamare Peero Murshid Acche Hein ? Ye Keh Kar Sabir-e-Paak Ko Fir Istagraak Ho Gaya, Hazrat Shamsuddin Ne Hasan Qawwal Ki Khatir Ki Yaani Gulron Mein Namak Daal Kar Khilaye Jab Hasan Qawwal Pareshan Ho Gaya Aur Sochne Laga ki Yaha Se Jaun Toh Kaise ? Sabir-e-Paak Toh Istagraak Ki Halat Mein Hein Bina Ijazat Jaun Toh Musibat Na Jaun Toh Musibat Aakhir Kaar Teen Din Baad Kuch Hosh Aaya Hazrat Shamsuddin Ne Kaha Huzoor Hasan Qawwal Jaa Raha Hai Toh Sabir-e-Paak Ne 3 Gulriyan Uthayi Aur Hasan Qawwal Ko Di, Aur Kaha Ki Jao Khuda Hafiz!

Hasan Qawwal Kaliyar Se Paak Pattan Ki Taraf Chal Diya Hasan Qawwal Ko Ye Sab Na Gawar Sa Laga Gulriyan Hifazat Se Rakh Li Ki Ye Sab Baba Fareed Ko Dekhaunga Ki Tumhare Ladle Bhanje Ne Ye Diye Hein Jab Hasan Qawwal Paak Pattan Pohcha Toh Baba Fareed Se Raaste Ki Puri Baat Batayi Mehboob-e-Ilahi Ki Bohot Tareef Kiya Ki Unhone Bohot Acche Acche Khane Khilwae Aur Nazrane Bhi Bohot Dilwae Baba Fareed Ne Farmaya Mere Sabir Ke Pas Bhi Gae Thae Ya Nahi ? Hasan Qawwal Ne Kaha Woh Toh Bade Ghamandi Hein Bole Tak Nahi Baba Fareed Ne Farmaya Sabir Ne Hamare Liye Bhi Kuch Kaha ? Hasan Qawwal Ne Kaha Unhone Aapko Pehchana Tak Nahi, Maine Kaha Ki Mein Baba Fareed Ka Qawwal Hu Toh Kehte Hein Kon Baba Fareed? Jab Maine Kaha Ki Tumhare Murshid Baba Fareed Is Par Kaha Ki Accha Kya Hamare Peero Baba Fareed Acche Hein ? Baba Fareed Ko Ye Baat Sunte He Wajd Ho Gaya Aur Farmaya Mein Aaj Se Sabir Ka Peero Murshid Ho Gaya Hu, Majmae Aam Mein Logon Ne Kaha Ki Kya Aap Isse Pehle Sabir-e-Paak Ke Murshid Nahi Thae? Is Par Baba Fareed Ne Kaha Mein Unka Peer Tha Lekin Ye Jumla Us Samey Sabir Ne Nahi Kaha Tha Balki Ye Sab Alfaaz Kisi Aur Zaat He Ke Thae Hasan Qawwal Ne Baba Fareed Ko Weh Ye Teen Gulriyan Dikhayi Jo Chalte Samey Sabir-e-Paak Ne Hasan Qawwal Ko Diye Thae Baba Fareed Ne Ek Gular Khud Khaya Baaki Do Gular Ke Tukde Karke Logon Mein Bat Diye Jisne Bhi Weh Gular Ke Tukde Khaye Sabhi Ko Qaramati Ahsaas Hua Baba Fareed Ne In Gularon Ke Badle Mein Hasan Qawwal Ko Bohot Sa Dhan Diya Aur Kaha Ki Agar Tu Gular Kha Leta Toh Pata Nahi Kya Se Kya Ho Jata, Hazrat Nizamuddin Auliya Ne Duniyawi Dolat Di Thi Aur Sabir-e-Paak Ne Tumhe Deeni Dolat Di Thi, Ye Tumhara Naseeb Hai Ki Tum Mehrum Rahe.

Reference-[Shan-e-Makhdoom, Pg No- 31]

Read More...

Hazrat Ali Radiallahu Taala Anhu Ne Farmaya

Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu Ne Farmaya Ki:
“Main Poori Zindagi Me Sirf Ek Raat Sukoon Se Soya Hoon”.
Poocha Gaya “Wo Kaunsi”?
Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu ne farmaya:
“Jis Din Huzur Alyhis-Salam Ne Farmaya Ki Aye Ali!
Kal tumhe (Amanate) Maal-e-Ghanimat Taqseem Kar Ke Aana Hai.
Kyunki Sirf Us Raat Mujhe Yaqeen Tha Ki Main Subha Zinda Uthunga”

Read More...